Shabdkosh®

Language Support Forums | भाषा सहयोग मंच

Translate into Hindi to English

13 Oct 2015 23:13


13 Oct 2015 23:13
Devkr
New Member
13 Oct 2015 23:13

1. Mere paas naa camera hai naa toh android phone. isi site se chat karte hai naa problem kya hai?
2. Kya baat bahot maje lerahe ho.
3. tum wahan jaa rahe ho naa.
4. ek toh mein tumhari madat kar raha hun oopar se tum mujhpar hi chillaa rahe ho.
5. Devi ko chadhave mein kya kya chadhana hai.
6. yeh waala kaam karo toh pahale.


14 Oct 2015 07:25
gvshwnth
Moderator
14 Oct 2015 07:25

1. Mere paas naa camera hai naa toh android phone. isi site se chat karte hai naa problem kya hai?

I have neither a camera nor an Android phone. Let us chat at this site only, what’s the problem?

2. Kya baat bahot maje lerahe ho.

Wow! You are having a lot of fun!

3. tum wahan jaa rahe ho naa.
You are going there aren’t you? (when speaking, stress the word “are”)


4. ek toh mein tumhari madat kar raha hun oopar se tum mujhpar hi chillaa rahe ho.
Here I am, helping you, but still you are shouting at me!


5. Devi ko chadhave mein kya kya chadhana hai.

What offerings should I make to the Deity?

6. yeh waala kaam karo toh pahale.

Rather, do this work first . (when speaking, stress the word “this”)

GV


14 Oct 2015 13:14
khannapunam
New Member
14 Oct 2015 13:14

. ek toh mein tumhari madat kar raha hun oopar se tum mujhpar hi chillaa rahe ho.
Here I am, helping you, but still you are shouting at me!

Here I am, helping you, but still you are shouting over me!

Can we use over instead of at in above sentence?


14 Oct 2015 14:03
gvshwnth
Moderator
14 Oct 2015 14:03

@khannapunam.

No
“Shout at” is correct.
“Shout over” is not correct.

GV


23 Oct 2015 19:40
Devkr
New Member
23 Oct 2015 19:40

Please explain in Hindi with sentence.
1. Oh boy! Here we go.
2.  There we go.


23 Oct 2015 20:01
gvshwnth
Moderator
23 Oct 2015 20:01

Already discussed before in this forum.

http://www.shabdkosh.com/forums/viewthread/19324/


Oh boy! कुछ कहने से पहले, उकसाहट/ जोश प्रकट करते समय, इस लघु वाक्य का प्रयोग किया जाता है।

GV


23 Oct 2015 20:02
Devkr
New Member
23 Oct 2015 20:02

1. Mujhe angrejo ki boli ka Pronunciation samajh nahi aataa hai par likh kar thoda bohot samajh mein aataa hai.
2. Isme puchane waali kon si baat hai.
3. kam se kam apna naam toh bataa do.
4. Isme kon si naee baat hai.
5. Main hi krishna hun aur main hi Rakesh hun.
6. Aap mujhe apnaa number de dijiye hotel waale se aap khud hi baat kar lo.


24 Oct 2015 15:59
Devkr
New Member
24 Oct 2015 15:59
Devkr - 23 Oct 2015 20:02

1. Mujhe angrejo ki boli ka Pronunciation samajh nahi aataa hai par likh kar thoda bohot samajh mein aataa hai.
2. Isme puchane waali kon si baat hai.
3. kam se kam apna naam toh bataa do.
4. Isme kon si naee baat hai.
5. Main hi krishna hun aur main hi Rakesh hun.
6. Aap mujhe apnaa number de dijiye hotel waale se aap khud hi baat kar lo.


25 Oct 2015 07:40
gvshwnth
Moderator
25 Oct 2015 07:40

1. Mujhe angrejo ki boli ka Pronunciation samajh nahi aataa hai par likh kar thoda bohot samajh mein aataa hai.

I do not understand English pronunciation, but when it is written I understand a little.

2. Isme puchane waali kon si baat hai.

What is there to ask in this?

3. kam se kam apna naam toh bataa do.

At least tell me/us your name.

4. Isme kon si naee baat hai.

So, what’s new in this?


5. Main hi krishna hun aur main hi Rakesh hun.

I am both Krishna and Rakesh.

6. Aap mujhe apnaa number de dijiye hotel waale se aap khud hi baat kar lo.

You give me your number. You yourself talk to the Hotel staff.

=====
GV


29 Oct 2015 22:12
Kkumar
New Member
29 Oct 2015 22:12

1. Tumhara chehera dekhte hi wo khada hogaya.
2. Last time meine apani photo pehele bhejaa thaa iss baar tum apani photo pehele
bhejo.
3. Ek baat punchoo bura mat maannaa.
4. Jyaadaa achchaa hona paap hai.
5. Apni had mein raho, jyadaa tedha medha mat bolo.
6. Uss waale phirangi dost se door raho.


30 Oct 2015 10:49
30 Oct 2015 10:49
Kkumar - 29 Oct 2015 22:12

1. Tumhara chehera dekhte hi wo khada hogaya.
2. Last time meine apani photo pehele bhejaa thaa iss baar tum apani photo pehele
bhejo.
3. Ek baat punchoo bura mat maannaa.
4. Jyaadaa achchaa hona paap hai.
5. Apni had mein raho, jyadaa tedha medha mat bolo.
6. Uss waale phirangi dost se door raho.

1. He stood by seeing your face.
2. Last time I was sent my photo first, this time sent your photo first.
3. Can I ask one thing?, don’t be mine.
4. To be more good is sin.
5. Stay in your limit, don’t say rubbish.
6. Stay from that the foreign friend.

(Not Sure)

Regards,
RC


30 Oct 2015 13:02
gvshwnth
Moderator
30 Oct 2015 13:02

1. Tumhara chehera dekhte hi wo khada hogaya.
As soon as he saw your face, he got up.

2. Last time meine apani photo pehele bhejaa thaa iss baar tum apani photo pehele
bhejo.
Last time, I sent my photo first. This time you send your photo first.

3. Ek baat punchoo bura mat maannaa.

If you don’t mind, can I ask you a question?

4. Jyaadaa achchaa hona paap hai.

It is a sin to be too good.

5. Apni had mein raho, jyadaa tedha medha mat bolo.
Stay within your limits. Don’t talk nonsense (Or Don’t talk unnecessarily)

6. Uss waale phirangi dost se door raho.
Keep your distance from that white-skinned (or, Foreign) friend.

========
GV