Shabdkosh®

Language Support Forums | भाषा सहयोग मंच

please translate Hindi to English

09 Oct 2015 02:06


09 Oct 2015 02:06
Devkr
New Member
09 Oct 2015 02:06

1Paise se bhara purse giraate hi sharaab ka pura nasha ootar jayega samjhe tab maza nahi aayega.
2 Mera purana waala/ pahale wala number hata do nayaa waala lelo.
3 usake prawesh lene ke baad meine usee school mein prawesh liya.
4 Main kaam karata nahi hun kaam karawata hun.
5 Jis hotel mein aap ruke hain/ rah rahe hai us hotel ka number de dijiye main call kar ke aap se milane aajaoonga.
6 is samay aap ke desh mein kitna baja hai.


09 Oct 2015 02:17
Devkr
New Member
09 Oct 2015 02:17
Devkr - 09 Oct 2015 02:06

Paise se bhara purse girate hi sharab ka pura nasha ootar jayega samjhe tab maza nahi aayega.
2 Mera purana wala/ pahale wala number hata do naya wala lelo.
3 usake prawesh lene ke baad meine usee school mein prawesh liya.
3 Main kaam karata nahi hun kaam karawata hun.
4 Jis hotel mein aap ruke hain/ rah rahe hai us hotel ka number de dijiye main call kar ke aap se milane aajaoonga.
5 is samay aap ke desh mein kitna baja hai.
6 Face book pe aap ko bahot dost milenge.
7Hawan/yagya mein jo jo hota hai main wo sab karunga.
7 tum khud ko samajhte kya ho.
8 bahot dekhe hain tumhare jaise chal nikal le edhar se.
9 mujhe bhi prashad do.
10 Shankar bhagwan ki jai.
11 Rakesh amar rahe.
12 Main apna kam karwalunga bade aaye mera kaam karwane wale.


09 Oct 2015 10:25
Jagdish2014
Member
09 Oct 2015 10:25
Devkr - 09 Oct 2015 02:06

[size=
1.When purse full of money will fell down then (you) will come to your senses.(You) will not enjoy it.
2.Delete my old number & enter/ take my new number.
3.After his admission ,I took admission in the same school.
3.I don’t work,I get the work done.
4.Please give me the contact number of the hotel in which you are staying. I will call & meet you.
5.What is the time in your country at this hour?
6.You will get lot of friends on face book.
7.I will do whatever is required to do in Havan/Yagya.
7.What do you think of yourself ?
8.(I) have seen lot of people like you. Get lost from here.
9.Give me also prashad.
10 Shankar bhagwan ki jai.
10.(We) acclaim Shankar bhagwan.
No parallel in english.
11.Let Rakesh be immortal.
12.I will get my work done.Don’t boast about it.
Not word to word.
Regards
Jagdish
@Devkr
Some sentences are typical thus cannot be translated word to word with same flavor into english. Cultural difference is also another constraint.Opinions may vary.
J


09 Oct 2015 10:27
Jagdish2014
Member
09 Oct 2015 10:27
Devkr - 09 Oct 2015 02:17
Devkr - 09 Oct 2015 02:06

Paise se bhara purse girate hi sharab ka pura nasha ootar jayega samjhe tab maza nahi aayega.
2 Mera purana wala/ pahale wala number hata do naya wala lelo.
3 usake prawesh lene ke baad meine usee school mein prawesh liya.
3 Main kaam karata nahi hun kaam karawata hun.
4 Jis hotel mein aap ruke hain/ rah rahe hai us hotel ka number de dijiye main call kar ke aap se milane aajaoonga.
5 is samay aap ke desh mein kitna baja hai.
6 Face book pe aap ko bahot dost milenge.
7Hawan/yagya mein jo jo hota hai main wo sab karunga.
7 tum khud ko samajhte kya ho.
8 bahot dekhe hain tumhare jaise chal nikal le edhar se.
9 mujhe bhi prashad do.
10 Shankar bhagwan ki jai.
11 Rakesh amar rahe.
12 Main apna kam karwalunga bade aaye mera kaam karwane wale.

——-
Repeat post.
Answered.
http://www.shabdkosh.com/forums/viewthread/31630/
Regards
Jagdish


09 Oct 2015 10:32
gvshwnth
Moderator
09 Oct 2015 10:32

1 Paise se bhara purse girate hi sharab ka pura nasha ootar jayega samjhe tab maza nahi aayega.

When your purse stuffed with cash is spent, your intoxication due to liquour will wear off and then it won’t be fun. Understood?


2 Mera purana wala/ pahale wala number hata do naya wala lelo.

Delete my old number and consder/use/note the new one.

3 usake prawesh lene ke baad meine usee school mein prawesh liya.

After he got admitted I too got admittd in the same school.

3 Main kaam karata nahi hun kaam karawata hun.

I don’t do work. I get work done.

4 Jis hotel mein aap ruke hain/ rah rahe hai us hotel ka number de dijiye main call kar ke aap se milane aajaoonga.

Give me the number of the hotel you are staying in. I will call you and come to meet you.

5 is samay aap ke desh mein kitna baja hai.

What time is it now, in your country?

6 Face book pe aap ko bahot dost milenge.

You will find many friends in Face book.

=============
Balance later, in the afternoon.
I am going out now and therefore logging off.


GV


10 Oct 2015 13:02
Devkr
New Member
10 Oct 2015 13:02

1 Hawan/yagya mein jo jo hota hai main wo sab karunga.
2 tum khud ko samajhte kya ho.
3 bahot dekhe hain tumhare jaise chal nikal le edhar se.
4 mujhe bhi prashad do.
5 bhagwan Ji ki jai.
6 Tum ho kya?


10 Oct 2015 14:39
gvshwnth
Moderator
10 Oct 2015 14:39

1 Hawan/yagya mein jo jo hota hai main wo sab karunga.

I will do whatever is usually done during the religious ceremonies.
I will observe all the ceremonial rites that are customary.


2 tum khud ko samajhte kya ho.

What do you think of yourself?

3 bahot dekhe hain tumhare jaise chal nikal le edhar se.
I have seen many like you. Now get lost.

4 mujhe bhi prashad do.
Let me also partake of the diety’s offerings.

(There is no really suitable word for Prasaad in English. “Blessed food ” is not a satisfactory word here)

5 bhagwan Ji ki jai.
Victory to the Lord.

6 Tum ho kya?
What are you (after all)?
=====
GV


11 Oct 2015 20:51
Devkr
New Member
11 Oct 2015 20:51

1. Koi jawaab nahi de rahe ho. mujhase naraaj ho kya?
2. Mera wo waala id band ho gaya hai.
3. Mera wo matlab nahi tha, aap mujhe galat samajh rahe hain.
4. kyon tadpaa rahe ho yaar jaldi se aajawo.
5. kya tum paagal ho kya?
6. Aap mujhe bhool gaye na?


11 Oct 2015 21:01
gvshwnth
Moderator
11 Oct 2015 21:01

1. Koi jawaab nahi de rahe ho. mujhase naraaj ho kya?

You are not giving me any reply. Are you annoyed with me?

2. Mera wo waala id band ho gaya hai.

That id of mine is closed. That id of mine is inactive.


3. Mera wo matlab nahi tha, aap mujhe galat samajh rahe hain.

That was not what I meant. You are misunderstanding me.

4. kyon tadpaa rahe ho yaar jaldi se aajawo.

Why do you make me suffer, man. Come soon.

5. kya tum paagal ho kya?

Are yo crazy or what?

6. Aap mujhe bhool gaye na?

You have forgotten me, haven’t you?

=========
GV


12 Oct 2015 21:15
Devkr
New Member
12 Oct 2015 21:15

1. Bas iske alawaa mujhe sab pasand hai.
2. Mujhe apani email id de do, agar kabhi mera Face book khaata band hogaya toh email ke zariye jude rahenge.
3. Aap kabhi india aayenge/ aane waale hai.
4. khaana kaao toh pahle.


12 Oct 2015 21:57
gvshwnth
Moderator
12 Oct 2015 21:57
Devkr - 12 Oct 2015 21:15

1. Bas iske alawaa mujhe sab pasand hai.

Except for this I like everything.

2. Mujhe apani email id de do, agar kabhi mera Face book khaata band hogaya toh email ke zariye jude rahenge.

Give me your email id. If I ever close my Facebook account, we can remain in touch through Email.

3. Aap kabhi india aayenge/ aane waale hai.

Will you ever come to India/ Are you ever going to come to India?

4. khaana kaao toh pahle.

But first eat your food.

GV


03 Dec 2015 21:00
Devkr
New Member
03 Dec 2015 21:00

1.Ahi mere face pe pimples hue hain.
2.Meri kisi baat we aap ko bura lava ho toh, mujhe maaf Karen.
3.Mujhe jyaada English nahi aati hai, chalegaa.
4. Aap itanaa jaldi gussaa Lyon ho jaate ho?
5. Dosti mein Sab chalta hai.
6. Tumhe kya karnaa pasand hai khaalee time mein?


03 Dec 2015 21:35
"Sakshi"
Moderator
03 Dec 2015 21:35
Devkr - 03 Dec 2015 21:00

1.Ahi mere face pe pimples hue hain.
—I have pimples on my face now.

2.Meri kisi baat we aap ko bura lava ho toh, mujhe maaf Karen.
—Please forgive me if I have hurt you.

3.Mujhe jyaada English nahi aati hai, chalegaa.
—I don’t know much English, will it be okay?

4. Aap itanaa jaldi gussaa Kyon ho jaate ho?
—Why do you get angry so quickly?

5. Dosti mein Sab chalta hai.
—Everything is okay in friendship.

6. Tumhe kya karnaa pasand hai khaalee time mein?
—What do you like to do in your free/leisure time?


04 Dec 2015 12:04
Aayush Rastogi
New Member
04 Dec 2015 12:04

1. mujhe ese log bilkul bhi pasand ni hai jo sirf apne bare me sochte hai
2. tum uski shop pr ja kr baitho.
3.kya tumhe kabhi tv dekhne se fursat ni milti.
4.mera hamesha se sapna tha ki me agra jaun taj mahal dekhne


04 Dec 2015 13:03
6anurag9
Member
04 Dec 2015 13:03
Aayush Rastogi - 04 Dec 2015 12:04

1. mujhe ese log bilkul bhi pasand ni hai jo sirf apne bare me sochte hai
I don’t like the person who just thinks about himself.

2. tum uski shop pr ja kr baitho.
You go to his shop and sit there.

3.kya tumhe kabhi tv dekhne se fursat ni milti.
Don’t you find time after watching TV?

4.mera hamesha se sapna tha ki me agra jaun taj mahal dekhne
I had a dream to visit the Taj Majal.

not sure for 3rd.

@A


04 Dec 2015 14:03
learner34
Member
04 Dec 2015 14:03

1. mujhe ese log bilkul bhi pasand ni hai jo sirf apne bare me sochte hai
I don’t like such people who only think of themselves.

2. tum uski shop pr ja kr baitho.
You go and sit in his shop.

3.kya tumhe kabhi tv dekhne se fursat ni milti.
Do you ever find some free time from watching TV?

4.mera hamesha se sapna tha ki me agra jaun taj mahal dekhne.
I always had a dream to visit Agra to see the Taj Mahal.

**just tried**