Shabdkosh®

Language Support Forums | भाषा सहयोग मंच

Translate in to English

08 Oct 2015 16:14


08 Oct 2015 16:14
Amitkmr
Member
08 Oct 2015 16:14

main kuch dino se ek ajeeb si kasmakas main hun ki iss duniya main jo bure log hote hain wo success ho jaate hain aur ve har tarah se sampanna hote hain .kya ye unke purva janam ke karmon ka phal hota hai ki burai karne ke bawjood bhi wo khushhal jeevan jeete hain aur jo Acche log hote hain wo apna jeevan ghashit ghashit kar jeete hain…Aisa kyon…..


09 Oct 2015 00:08
6anurag9
Member
09 Oct 2015 00:08

Sab pichhale karmo ka fal hai.
aisa soch kar hum sab apne man ko dilasa de sakte h bas..
sachchai kaun janta h.. koi nhi.

@A
o_O


09 Oct 2015 09:23
gvshwnth
Moderator
09 Oct 2015 09:23
Amitkmr - 08 Oct 2015 16:14

main kuch dino se ek ajeeb si kasmakas main hun ki iss duniya main jo bure log hote hain wo success ho jaate hain aur ve har tarah se sampanna hote hain .kya ye unke purva janam ke karmon ka phal hota hai ki burai karne ke bawjood bhi wo khushhal jeevan jeete hain aur jo Acche log hote hain wo apna jeevan ghashit ghashit kar jeete hain…Aisa kyon…..

For the past few days, I am finding myself in some mental confusion.
The bad people in this world become successful and are prosperous in all ways.
Is this the reward for their good acts in their previous births?
Because in spite of indulging in evil, they live happily.
And the good people struggle through life.
Why is this?
=============

GV