Shabdkosh®

Language Support Forums | भाषा सहयोग मंच

pl.. into English

28 Mar 2015 19:25


28 Mar 2015 19:25
28 Mar 2015 19:25

Mai is kaam ko nishchit roop se nhi karunga.
- I will definitely not do this work.


28 Mar 2015 19:45
raza100
Member
28 Mar 2015 19:45

aisi baat hai…kis cheez se maara ..kuch nikala hai isne.. wah jhoola jhool rahi hai.. wah kuch chura raha hai.. awaaz kahi se aarahi hai..ek jagah jaoge… sir translate my sentence in english


28 Mar 2015 21:22
gvshwnth
Moderator
28 Mar 2015 21:22
mk maximillian - 28 Mar 2015 19:25

Mai is kaam ko nishchit roop se nhi karunga.
- I will definitely not do this work.

OKAY

Regards
GV

 


28 Mar 2015 21:24
gvshwnth
Moderator
28 Mar 2015 21:24
raza100 - 28 Mar 2015 19:45

aisi baat hai…kis cheez se maara ..kuch nikala hai isne.. wah jhoola jhool rahi hai.. wah kuch chura raha hai.. awaaz kahi se aarahi hai..ek jagah jaoge… sir translate my sentence in english

फिर वही पुरानी आदत?
अपना नया thread क्यों नहीं शुरू करते?

Regards
GV


28 Mar 2015 21:59
28 Mar 2015 21:59

“shall” is now out of fashion and not used. But may be you are right in saying that in “shall” , certainly is understood.
—- Sir agar har sentence me bina soche samjhe will use kiya jaye or definitely / certainly ka use kiya jaye ( jaha jaroori ho) to galat hoga.? Ya aisa ham kar sakte hai..?

Kyo ki dono me variation karna thoda kathin h and translation me time bhi Lagata hai


28 Mar 2015 22:57
"Sakshi"
Moderator
28 Mar 2015 22:57

@MK
Exam me pass hona hai to rule yaad rakho, vaise bol chaal me ‘shall’ to gayab ho gaya hai.