Shabdkosh®

Language Support Forums | भाषा सहयोग मंच

into english

29 Aug 2014 23:05


29 Aug 2014 23:05
29 Aug 2014 23:05

Buddha bhagwan ka ahimsa ka principle bahut upyogi he kyunki unka kehna he yadi ham sabhi pradiyo se pyar karenge to hum unko nahi maarenge ye ek sidha sa answer he ahimsa ko rokne ka .ham sabhi ne bhi yahi discuss kiya he ki ahimsa sabse bada dharm he .hume kisi ko bhi maarne ka hak nahi he .hame keval dusro se pyaar karna chahiye aur dusro ko bhi yahi seekh dena chahiye .


30 Aug 2014 07:52
gvshwnth
Moderator
30 Aug 2014 07:52

The Buddha’s principle of non violence is very useful because he says that if we love all creatures then we will not harm them. This is a straightforward solution to to stop violence. We have all discussed this same thing that Ahimsa is the greatest religious principle. We do not have the right to hurt anyone. We should only love others and also teach this to others.

===========
Regards
GV