Shabdkosh®

Language Support Forums | भाषा सहयोग मंच

Translate in english

02 Jul 2013 12:26


02 Jul 2013 12:26
jan mohammad
New Member
02 Jul 2013 12:26

Respected nagar nigam prabandhak mahodya,

aapko jankar bahut ascharya hoga 3 ek hafte se bijli nahin aa rahi hai aur 3 din se pani nahi aa raha hai. Yahan sabhi log bahut pareshan hain. Ham is gaon ke sabhi logon ki taraf se aapko iye arji likh rahen hai. Kirpya is arji per karyavahi avashya karen. Kiyonki isse pahle bhi hamne apni in samasyayon ka vivran likhit roop se kai bar nagar nigam ko de chuke hai lekin us per koi karyavahi nahin hui. Parantu ab samasya bahut bar chuki hai isliye aap se savinaya nivedan hai ki samasya ke nidan ke liye is per jald se jald karyavahi karen.

Sabhi abhilasi Gramwasi
abc & xyz


02 Jul 2013 13:41
Sant
Member
02 Jul 2013 13:41
jan mohammad - 02 Jul 2013 12:26

Respected nagar nigam prabandhak mahodya,

aapko jankar bahut ascharya hoga 3 ek hafte se bijli nahin aa rahi hai aur 3 din se pani nahi aa raha hai. Yahan sabhi log bahut pareshan hain. Ham is gaon ke sabhi logon ki taraf se aapko iye arji likh rahen hai. Kirpya is arji per karyavahi avashya karen. Kiyonki isse pahle bhi hamne apni in samasyayon ka vivran likhit roop se kai bar nagar nigam ko de chuke hai lekin us per koi karyavahi nahin hui. Parantu ab samasya bahut bar chuki hai isliye aap se savinaya nivedan hai ki samasya ke nidan ke liye is per jald se jald karyavahi karen.

Sabhi abhilasi Gramwasi
abc & xyz

The Manager,
Municipal Corporation

Dear Sir,

You will be surprised to note that for the last about 3 weeks, there is no electricity supply and for the last 3 days there is no water supply to our village.  All are very much disturbed here.  On behalf of all villagers we are writing this application to you.  Please take a positive action on this application.  Earlier also, we have given all these problems in writing to Municipal Corporation so many times, but action has been taken on the same so far.  But now the situation has swelled a lot, so you are cordially requested to take an early action in order to solve the problem.

All anticipating villagers